Hero Admin
Number of posts : 211 Age : 37 Location : Italy Registration date : 2007-08-05
| Subject: Page 2 Sat Aug 11, 2007 7:02 am | |
| Tu chand mange main chand dedu, Tu raat mange mein raat dedu, Tu dil mange main dil dedu, Tu jaan mange: bas yaar…. Bheek mangne ki bhi koi limit hoti hai!
Dil main basa hay piar tera, Aankhoon main basi hai tasveer teri, Jab bhi yaad aati hai teri, Hum deekhtay hain “tom and jerry”.
Main nay tujhay deekha , Dhekta raha, Dhekhta hi gaya, Phir mujhay chashma lag gaya.
Mujh ko naya zamana hairat main dalta hai ,Jis ka gala dabaoon woh aankhain nikalta hai
Jo kissi kissi ki milay who pyaar, Jo naseeb waloo ko milay who hai apun ka sms!!!
Sitam sehnay ki hadh hoti hai, Pas na aane ki hadh hoti hai, Ruth jane ki hadh hoti hai, Aik sms to kar day zalim, Kanjoosi ki bhi hadh hoti hai.
Yaad kartay hain tumhain tanhai main, Dil dooba hai gamoon ki gherai main, Hamain mat dhoondoo dunya ki bher main, Hum milenge tumhain phir kisi Free sms ki deal main.
Hamari taraf say aap ko aik puppy, Aapke dost ko aik puppy, Aapke dost ke dost ko bhi aik puppy, Kyo ki meray doggy nai aaj hi dus puppy ko janam diya hai
Jam karwa hai magar itna bhi nahi kay piya na jaye, Zindigi main dard hai magar itna bhi nahi ke jiya na jaye, Sms ka charge hai magar, Itna bhi nahi ki kia na jaye….
Manmohanji ki priorty, 1)all sardar jokes banned, 2)12 nahi bajenge, 11 ke baad 1 bajega, 3) bolo tara ra ra will be national anthem.
Apni surat ka kabhi to didaar de , Tarap raha ho ab aur na intzaar de, Apni awaaz nahi sunani to mat suna, Kam say kam 1 missed call hi mar de:lol:
| |
|